Heer

Muhabbat bhaag dor nahi huti , toofan nahi huti , sukoon huti hai , darya nahi huti, Jheel huti hai ..... dophair nahi huti , bhoor samay huti hai ....... Aag nahi huti , ujaala huti hai .......... Ab main tumhe kya bataaon k kya huti hai k yeh batanay ki nahi panapne ki cheez hai - samjhne ki nahi , janne ki cheez hai


Mumtaz Mufti.... (Samay ka Bandhan)

0 Responses

Post a Comment