Amma ko meri baat theek say smjh aa gai..us nay apna chehra meri taraf kiye bgair nai rooti bailty hoye pocha "Tu apni kitabo may kia paish keray ga..main nay tarap ker kaha " main sach likhu ga aur sac ka perchaar keru ga..loog sach khnay say dertay hain aur sach sunnay say ghbratay hain main unhay sach sunau ga aur sach ki talqeen keru ga
meri maa fiker-mand si ho gai us nay beri dardmendi say mujhay gor say dekha aur koyalo per peri hoi roti ki perha na kerty hoye kaha "ager tum nay sach bolna hai to apnay baray may bolna
meri maa fiker-mand si ho gai us nay beri dardmendi say mujhay gor say dekha aur koyalo per peri hoi roti ki perha na kerty hoye kaha "ager tum nay sach bolna hai to apnay baray may bolna

Post a Comment