"Us say kehna mere aangan may mosaam mustiqal nahi thehrtay fasly beedh hain to diloo'n k bandhe bandhan kamzoor nahi perty....kabi kabi toot jaty hain'''....dorioo'n ka ahsaas dil may jagzeen ho to intizar mar nahi jata' ankho'n main munjmind ho jata hai.....bas aankhain mar jati hain..."

Post a Comment