"baaz sawalo'n kay jawab kisi b zubaan may nahi diye ja sakty aur woh sawal aisy hoty hain jo insaan ko us umer aur zindgi kay is marhlay per aa ker zair ker dety hain jab insaan khud ko siraat-e-mustqeem kay dusray siray per pohncha hua mahsoos kerta hai...aur tab pehli baar yeh ahsaas hota hy k Aap sari umer jis raastay ko siraat-e-mustqeem samhj k chlty rahay hain woh na raasta tha aur na seedha....woh sirf Aap ka nafs tha ya gumaan...."
(La-Hasil, Umera Ahmad)
(La-Hasil, Umera Ahmad)

Post a Comment