"kia US(ALLAH) nay kabhi Aap sy yeh kaha k WO aap sy pyar nahi karta...?
phir jo US nay nahi kaha,ap k dil ne us ka yaqeen kar liya...
aur wo jo har lamhe kahta hai "main hoon bakhshny, maaf karny wala...hai koi maafi ka talabgaar?"....wo aap nay nahi suna..hum sab dukhi hi is liye rahty hain k hum apny code per usay hal karna chahte hain....kabhi US k code per khud ko hal nahi karty...warna jaan letay k us nay hamie'n mohabbat say takhleeq kiya hai....aur jinhay Mohabbat say takhleeq kiya jaye, unhay KHALIQ kabhi dukhi nahi karta...."

Post a Comment