MUJHE LOG DETE RAHE DAGHA MERE LAB PE UN K LIE DuA
MEN KISI KA DIL NA DUKHA SAKA MERA MASAALA BHI AJEEB HAI
"Appni zindagi iss terha guzaryie k app kaa wajod kissi k liye nuqsaan kaa subeb naa banay . naah bura soch, naa bura kaho, naa buro karo , inshallah kamyab rahein gay ...aur ager koi app kaa bura karay tow app hergiz uss kaa bura naa socho aur karo nahin tow app mein aur uss mein kya faraq reh jaye gaa..

Post a Comment